Quaid-e-Azam Known as the father of Pakistan, Muhammad Ali Jinnah was an extraordinary man whose vision and resolve influenced South Asia’s history. Jinnah, who was born on December 25, 1876, was an accomplished lawyer who fervently supported the rights of Muslims in India. He supported the notion of a distinct country where Muslims could live in freedom, follow their faith, and grow as a people without worrying about facing discrimination.
Jinnah provided steadfast leadership throughout the independence movement. Millions were moved by his words and deeds to believe in Pakistan’s dream. Through his unwavering efforts, this ambition came true, and on August 14, 1947, Pakistan was established.
Here are some sayings and quotes for his nation
یقین محنت اور حوصلہ ہماری کامیابی کے ضامن ہیں
Yaqeen, Mehnat aur Hosla hamari kamiyabi ke zamin hain
یہ اسلامی اصولوں کی تجربی گاہ ہے
Yeh Islami usoolon ki tajriba gah hai
!میرے عزیز ہم وطنو
پاکستان کا مطلب کیا لا الہ الا اللہ
Mere Aziz Hum watano! Pakistan ka matlab kya, La ilaha illallah
آزادی کی قدر اس وقت ہوتی یے جب آپ اسے کھو دیتے ہیں
Azadi ki qadr us waqt hoti hai job aap isay kho detay hain
پاکستان ایک عظیم تجربہ گاہ ہے
Pakistan aik azeem tajriba gah hai
ہمارا مشن ایک آزاد اور خوشحال پاکستان ہے
Hamara mission aik azad aur khushhaal Pakistan hai
دنیا کی کوئی طاقت پاکستان کو مٹا نہیں سکتی
Duniya ki koi taqat Pakistan ko mita nahi sakti
قوم کی ترقی کے لیے خواتین کا تعلیم یافتہ ہونا ضروری ہے
Qoum ki taraqqi ke liye khawateen ka taleem yafta hona zaroori hai
قوم کا ہر فرد ایک سپاہی ہے
Qaum ka har fard aik sipahi hai
ہمیں اپنے حقوق کے لیے جدو جہد جاری رکھنی چاہیے
Hamein apne huqooq ke liye jido jehd jari rakhni chahiye
آنے والی نسلیں ہماری محنتوں کا نتیجہ دیکھنا گی
Aane wali nasalain hamari mehnaton ka nateeja dekhen gi
میری زندگی کا مقصد مسلمانوں کو ان کا حق دلانا ہے
Meri zindaqi ka maqsad musalmanon ko unka haq dilana hai
پاکستان مسلمانوں کی آزادی کی ضمانت ہے
Pakistan Musalmanon ki azadi ki zamaanat hai
مسلمانوں کے لیے علیحدہ وطن ضروری ہے
Musalmanon ke liye alag watan zaroori hai
جمہوریت ہمارے خون میں شامل ہے
Jamhooriyat hamare khoon mein shamil hai
آزادی کا مطلب صرف زبانی نہیں عملی بھی ہونا چاہیے
Azadi ka matlab sirf zabani, amli bhi hona chahiye
پاکستان میں ہر شخص کو اپنی صلاحیتوں کے اظہار کا موقع ملے گا
Pakistan mein har shakhs ko apni salahiyaton ke izhar ka mauqa milega
نوجوانوں کو قوم کی تعمیر میں بڑھ چڑھ کر حصہ لینا چاہیے
Nojawanon ko qoum ki tameer mein barh chadh kar hissa lena chahiye
میری قوم کے نوجوان میرے ملک کا مستقبل ہیں
Meri qaum ke nojawan mere muk ka mustaqbil hain
پاکستان کی ترقی اور خوشحالی کے لیے محنت شرط ہے
Pakistan ki taraqqi aur khushhali ke liye mehnat shart hai
پاکستان کی بنیادوں میں محنت قربانی اور عزم شامل ہے
Pakistan ki buniyadon mein mehnat, qurbani aur azm shamil hai
عورتوں کو مردوں کے شانہ بشانہ چلنا ہوگا
Aurton ko mardon ke shana bashana chalna hoga
ہمیں ایمانداری لگن اور فرض شناسی کے ساتھ کام کرنا چاہیے
Hamein imaandari, lagan aur farz shanasi ke sath kaam karna chahiye
میں اس قوم کی قیادت کرتا ہوں جو کسی کے آگے سر نہیں جھکاتی
Main is qaum ki qiadat karta hoon jo kisi ke agay sar nahi jhukati
آزادی کی نعمت کو ضائع نہ کرو اسے سنبھال کر رکھو
Azadi ki naimat ko zaya na karo, isay sambhal kar rakho
ہمیں اپنے عظیم مقصد کے حصول کے لیے کوششیں جاری رکھنی چاہئیں
Hamein apne azeem maqsad ke hasool ke liye koshishain jari rakhni chahiye
علم حاصل کرو چاہے تمہیں چین جانا پڑے
Ilam hasil karo chahay tumhein Cheen jana pare
اسلامی ریاست میں قانون کی حکمرانی ہوگی
Islami riyasat main qanoon ki hukmarani hogi
کام کام اور بس کام
Kaam, Kaam, Aur Bas Kaam
اتحاد ایمان تنظیم
Ittihad, Iman, Tanzeem
پاکستان میں ہر شخص کو اپنی عبادت گاہ میں جانے کی آزادی ہو گی
Pakistan main har shakhs ko apni ibadat gah mein jane ki azadi hogi
مسلمان کبھی شکست تسلیم نہیں کرتا
Musalman kabhi shikast tasleem nahi karta
دنیا کے مسلمان ایک جسم کی مانند ہیں
Duniya ke musalman aik jism ki manind hain
آزادی کا مطلب یہ نہیں کہ ہم قانون کی پرواہ نہ کریں
Azadi ka matlab yeh nahi ke hum qanoon ki parwah na karein
ہمیں ایک ایسا پاکستان بنانا ہے جہاں سب کو انصاف ملے
Hamein aik aisa Pakistan banana hai jahan sab ko insaf mile
پاکستان میں کوئی بھی تفریق نہیں ہو گی رنگ و نسل کے اعتبار سے
Pakistan main koi bhi tafreeq nahi hogi, rang o nasal ke itibar se
[…] 30 Quaid e Azam Quotes in Urdu […]